BABITA
Ek-ei din toh practice miss kari, itna bada bawaD khada karaNe ki kay jaroorat thi.
GEETA
KauN baap apNi chhoriyoon se pehalwanni karwaatta-ai? Subah paanch baje uTha kay daudaatta-ai? Majdooron ki tara kaam karwaatta-ai? Chhoroon se ladwaatta-ai? Aur jara si choon-chaan karo toh sar kay baaD tak katwa detta-ai. Aissa baap bhagwan kisi ko na…

